Monday, June 1, 2015

Tiranga move dilog


Judge sahab kiya adalat ko yakin hai geeta ya puraan bayible jaise pavitr grantho per haath rakhker jo gawahiya di jati hai kiya wo sach hoti hai agar in kasmo ke babjud bhe gawah sach nhi bolta to adalat main in pavitr grantho ka apman kis liye judge sahab agar faisla aise sabut or gawah per hota hai jo paiso se kharide ja sakte hai to band karwa dijiye aise rasmo rawaj jo ke jhute hai Na talwaar ki dhaar se, na goliyon ki bauchaar se... banda darta hai toh, sirf parvar digaar se Hum tumhe woh maut denge ... joh na to kisi kanoon ki kitaab mein likhi hogi ... aur na hi kabhi kisi mujrim ne soochi hogi Hum kisi se bhi, kisi waqt bhi, kahin bhi mil sakte hain ... hamara jab dil chahe Sache police ki ya toh maut hoti hai ... ya toh suspend kiya jaata hai Yeh Delhi bas mooh hai is liye batar-batar karti rehti hai ... yeh karna hai, yeh hona chahiye, hum meindikhana hai ... bas dil ko tasalli dene ke liye achcha lafz hai Delhi andhi or bairy delhi